EXCEL 2010 MIAN columns ko text main kesy convert karin gay yani agar a b or c columns main data ho or data lost huy baghir un teeno cells ko marge kesy karin gay k data apni jaga pe rahy or teeno cells bhi marge hojain main ney iskliye kutools install kiya tha wo data lost huy baghir cells ko marge to kar raha hy magar data ek cell main jama hojata hay yani simaat jata hay main chahta hon k data apni cells location pe rahy or cells bhi marge hojain yeh kesy hoga plz batain.........................