Hello Experts,

maine apna wifi router tenda 316r tenda ki website se software download kar k upgrade kia hia , upgrade hone k baad router reebot hoowa laikin ab router ki jo default ip hai 192.168.0.1 us se router open nahi ho raha? koi expert bata sakta hia k kia problem hoowi hai? or is ka solution kiya hia?


Thanks