Assalam alikum dostoun kia koi mujhay bata sakta hai k ptcl broadband nay joa yai offer di hai , kia yai waqai 8mb speed par ja sakta hai,
meray aik aziz kay haan toa 4mb he nahi chal pa raha tha, unko 2mb par shift kar dia hai..... Abb yai 8mb ...kia yai chk kia hai kisi nay,,
plz reply kar dain
shukria
aur kia is k liyai fiber optic cable zaruri hai ya normal ptcl ka black copper wire support kar lay ga?
Bookmarks