bhai ap sab se aik baat pouchni thi k 4ft wali dish par 2 se ziada lnb lag sakti hain..mera dost keh raha tha 4ft wali dish pr sirf 2 lnb lag sakti hain..meri 4ft wali dish hai uss pr 2 lnb lagi hoi hain .bari wali par asiasat3s aur choti wali pr nss6 ati hai...main choti wali lnb aur ziada lagana chahta hon..kya lag sakti hai.
Bookmarks