any one help me, kiya wireless internet free used kiya ja sakta hai, logoo k gharoo main jo wireless antina hotey who kis tarha kam kartey hain, or monthy pay na deyne par woh block kyun ho jaety hain, kam nahi kartey, kiya hum is ko free used kar saktey hain, 500Rs main 128Kps, kisi bhai ko pata hai to bata dey plz
Bookmarks