Results 1 to 6 of 6

Thread: Urdu Auto Page Numbering MS Word Main Kaisay Hoti hai?

  1. #1
    Kaleem Nazeer is offline Senior Member+
    Last Online
    29th February 2024 @ 11:12 AM
    Join Date
    13 Jan 2007
    Age
    44
    Posts
    148
    Threads
    33
    Credits
    18
    Thanked
    6

    Default Urdu Auto Page Numbering MS Word Main Kaisay Hoti hai?

    As-salam-o-Alaikum!

    All IT Dunya Members!

    Main ne apnay computer main urdu ka mukamal software install kiya hai jis ki medud se tamam softwares main urdu likhne ki option on ho chuki hai layqin jub main MS Word main Page Numbering urdu main karne ki koshis karta hoon tou ous main urdu page numbering nahin ho rahi kafi koshish ki hai layqin kamyab nahin ho saka.

    Kaya koi bata sakta hai ke MS Word 2007 main Jaisay Automatic English Page Numbering ho jati hai kaya is tarah se urdu page numbering bhi ki ja sakti hai?

  2. #2
    Join Date
    12 Dec 2013
    Location
    @itdunya.com
    Gender
    Male
    Posts
    4,857
    Threads
    316
    Credits
    318
    Thanked
    1215

    Default


    bhai jan jb ap urdu language ko ms word k lye select krte ho to kya waha urdu likha nai jata hai ya achi tarha se nai likh pa raha hai wese to har ksi k pas ms offic aur ms word both me urdu likhayi tk se hoti hai mere bhai

  3. #3
    Kaleem Nazeer is offline Senior Member+
    Last Online
    29th February 2024 @ 11:12 AM
    Join Date
    13 Jan 2007
    Age
    44
    Posts
    148
    Threads
    33
    Credits
    18
    Thanked
    6

    Default

    Quote Ghani anjum said: View Post

    bhai jan jb ap urdu language ko ms word k lye select krte ho to kya waha urdu likha nai jata hai ya achi tarha se nai likh pa raha hai wese to har ksi k pas ms offic aur ms word both me urdu likhayi tk se hoti hai mere bhai
    Mairay bhai mairay pass urdu ka software mukamall tour par install hai or bilkul theek kam kar raha hai or main is par taqreeban 4 saal se kaam kar raha hoon or main aik professional composer hoon.

    Mera swal yeh hai ke MS Word Main Urdu Page Numbering kaisay ki jati hai? English main tou ho jati hai woh tou aasan hay layqin urdu main kaisay ki ja sakti hai.
    Urdu Page Numbering yeh hai: ۱، ۲، ۳، ۴، ۵، ۶، ۷، ۸ ،۹

  4. #4
    Roghan5's Avatar
    Roghan5 is offline Advance Member
    Last Online
    5th January 2023 @ 02:01 PM
    Join Date
    25 Dec 2012
    Age
    31
    Gender
    Male
    Posts
    976
    Threads
    185
    Credits
    1,741
    Thanked
    59

    Default

    S k lye ap symbol wala option use ho sakta hy k urdu numbering b aajay

  5. #5
    Kaleem Nazeer is offline Senior Member+
    Last Online
    29th February 2024 @ 11:12 AM
    Join Date
    13 Jan 2007
    Age
    44
    Posts
    148
    Threads
    33
    Credits
    18
    Thanked
    6

    Default

    Agar kisi ko is baray main pata hai tou screen shot ke sath share kar de shukriya?

  6. #6
    rafi_bhatti is offline Junior Member
    Last Online
    28th June 2016 @ 12:34 AM
    Join Date
    28 Jun 2016
    Gender
    Male
    Posts
    1
    Threads
    0
    Credits
    5
    Thanked
    0

    Default

    Mera swal yeh hai ke MS Word Main Urdu Page Numbering kaisay ki jati hai? English main tou ho jati hai woh tou aasan hay layqin urdu main kaisay ki ja sakti hai.
    Urdu Page Numbering yeh hai: ۱، ۲، ۳، ۴، ۵، ۶، ۷، ۸ ،۹

Similar Threads

  1. Who Wants to be a Part of ITD Team 2
    By Afridi in forum News and Announcements
    Replies: 175
    Last Post: 13th April 2014, 10:30 PM
  2. Solved word main urdu Typing
    By Refan in forum Solved Problems (IT)
    Replies: 8
    Last Post: 30th April 2013, 09:42 PM
  3. Urdu Ko Word Main Le Jana
    By Safeer Ullah in forum General Discussion
    Replies: 13
    Last Post: 16th December 2010, 05:17 PM
  4. Ulead Main Kaisay Urdu Text Likhon Please Helpme
    By gulshan00 in forum Ask an Expert
    Replies: 2
    Last Post: 29th March 2007, 09:08 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •