assalam-o-Alaikum Dooston
Mujhay umeed hai kay app sub khayryat say hongay.
mayray pass aik error aa raha hai XP main
Main nay last week Windows install ki thi kyon kay mayray pc main virus aagaya tha or main nay saaray partition dobara banay thay
os kay baad main nay kasper Sky Internet Security daal liya
laykin ab main jab bhi koi Software Download kar kay os ka setup chalata hoon to zayada tar main security ka error aata hai RUN or Cancel ka option ho ta hai RUN karnay kay baad bhi wo nahin chalta kya karon
Error ki tasweer neechay hai
Main puri screene ki pic is liyay share na kara saka kyon kay wo forum kay diya howay size say bari thi mujhay umeed hai kay app is ka jawab jald hi dain gay
Bookmarks