Dear Experts
Kia Koi Mujhe bata sakta hai ke ghar bethe kese kamaya ja sakta hai woh bhi internet se plz help me
App ke jawab ka muntazir
ToBeRiA
Dear Experts
Kia Koi Mujhe bata sakta hai ke ghar bethe kese kamaya ja sakta hai woh bhi internet se plz help me
App ke jawab ka muntazir
ToBeRiA
It's fraud
I can't see anyone recive the money there any site's so plzzz be Aware
i am also agreee with you
kuch din pahlay 1 news maine padhi thi express main k aik pakistani ne 10 lakh win kia he net se.
Yaar Main Earn kar raha hon. Click here
Mujy 4 Month Howay Hain Es tarikay say earn karty howay ... pehlay tu bohat slow kaam ho raha tha lakin ab Tu Kiya batao... App es site main proof our sites our un ka tarika dehk sakty ho ...
Pehlay Pehlay Lagta hai kay Muskial ya Asita hai main nay be Hemat nahi hari our ajj yehi kaam ashan our acha lag raha hai .
ye sub dhokay hay bass
Kindly change your signature's image size.
Team ITDunya
salam
Meray ilam main eassa koi taraeqa nahian hay sawaye is kay kay pehlay
app unko passay dain woh bhi credit card number un ko dein
app assa na karna
credit card kar zaraye woh aap ka sara pasa nikal lay gain
Yaar Tarika Hai.Affiliates Program Ka Bus Ek WebSite Hoo apni Our PayPal Ka Account ... Tu Money Earn Kar Sakty HOo Ghar Par Bahtahy....Lakin Muskial Ye Hai Paypal pakistan main support nahi karta...main affiliates program kay bary main sub koch jahanta hoon kasy money earn kar sakty hain.. lakin jo main kar raha hoon abhi ye tarika hai tu slow lakin hardworking kay baad yehi tarika fast hoo jata hai ...Jasy kay ab mujy 4 Month hoo gay hain ekaly es tarikay par kaam karty howay ... bohat time hota hai 4 month lakin main daily net use karta hoon sath sath ye be karta rahta hoon mujy time ka pata he nahi chala kay es line main kithna time guzar gaya..wasy tu net use karty 5 years hoo gay hain
every pakistani use paypal its free if need some one pvt msg me
Bookmarks