kabeer n said:
agr beep b dyta hai to ram problem ram change karo
nai to phir board ka masla hai ..ap shortcut main b cpu chala sakty hain jo har kharabi k bawajood chal jata hai
is k lye ap jo power supply ki jo cabls board main lagi hoi hain un main sy black or green wire ko attach karen cpu drict on ho jyga
kai bar mother board ki jo bareek wirs hoti hain wo dead ho jati hain to phir cpu ko is taran drict on karny py sub thek ho jata hai
agar in sub sy jaan churrana chahty hain to board repair karwa len
post helpfull lagy to thanks py click karen
Bookmarks