mujhe excel ke bare m kuch help chaye .....jo m aik example de kr bataonga...

aik shop hai jhaan cars wagera ki denting ki jati hai jiska owner Mr. jawed hain...
aur aik ustaad hai jo k 60% pr kaam krta hai.....

ab aik car maramat k liye ati hai jiska malik shop owner se 20000 mn done krta hai aur owner wo car apne partner 60% wale ko deta hai...

ab car ki maramat k doran 13580 rupees ka kharcha ata hai
ab owner ko jo bachat hui kharcha nikaal k wo hui 6420 rupees ki .....

mujhe excel mn us ustaad ka hisa 60% kitna bana aur owner ka kitna bana ??

ye seekhna hai
plzz help
Thanks