Assalam O alaikum
Kya hal hain Pyare dOsto...
Umeed hai sab khairiyat se h0nge...
Yar Mere PC men Virus jama ho raha hai jo K "ShOrtcut Folder" ki sOorat men Nazar aata hai.. Na delete hota hai or Na avast se Scan hota hai..
USB lagai to Us men b Shortcut Folder Virus aa gaya...
Main b0hat Pareshan h0n yaara.. Main Window 7 use kar raha h0n Or Ab Dil kar raha hai k Window 9 Use kar0n!
Plz Mujhe Mashwara b den k window 7 ki Nisbatan Window 9 kesi rahe gi?
Mere Pas ye System hai.
HP Due cor
2.4 Pros 2GB Ram..
Main Apni Sari Data USB men nikal k PC k Sare Drives ko Delete kar k New Partiti0n banana chahta h0n kya is se B Virus Khatam ho jae ga?