mary It Dunya kay doston umeed ha sab theek hoon gay or umeed karta hoon k IT Dunya kay members say mugy zaroor istfada ho ga.
Main nay UAE main Vist visa Apply kiya lakin wo reject ho gya kyun ka mara name blacklist main ha hala k main nay koi ghar qanoni kam nai kiya or main phly wha ka 1 month ka vist kar kay aya hoon dubara company nay bhe apply kiya to yai issue aya phir main nay apny tor par vist visa apply kiya phir yai issue aya agent khty han k tumary name ka koi banda block ha is ley ya issue a rha ha baki sab papers tumary clear ha bas name ka issue ha.
Kya app mari help kar sakty han k main ab kya karun k ya issue resolve ho jay
ALLAH APP SAB KO APNY HIFZO AMAN MAIN RHKY (AMEEN)
Bookmarks