Thanks for sharing But bro yai Buy AdPacks w/Sharing ka tora samjaye please
eik baat bata do k agar cash links k sath jis din likha ho k Timer Out to uska kya matlab ha ?
ore daily kaam karnay k lia sirf cash links par hi click karna hota ha ya daily 10 ads b lazmi karna hoga ? ore minimum withdraw kitna ha is site ka ? me nay kafi pehaly id banai thi is par lakin phir kaam nahi kiya, ab soch raha hun waisay b net par baitha rehta hon roz to is website ko khol kar is par kaam kar liya karoo
lakin sahi tareeka pata nai muje ko kaam karnay k kaisay kaam karna ha is website par
koi samjha sakta ha muje ko k daily kya karna hoga ?
agar me app k through karu ga register to mjy kya benefit do gy ap? i mean like help etc?
asif bahi add pack our buy cash links our baki option k bare main b bataye plzz
join ni ho raha yaar kia problam hy ....
- - - Updated - - -
help plzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzzz
koi bata sakta hy kia problam hy kun ne ic site ma singup ho raha
Bookmarks