AoA! I want to ask that agr second year main meri aik supply a jati he to kia mai kisi uni main apply kr skn ga? Agr main ne result se phly hi kisi uni main admission le leya then?