salam al frds
dear aaj main aap ko rozay ki fazeelat k havalay se explain kerna chahoon gha

rozay ki fazeelat ka andaza aap i
ss aik waqya se lagha sektay hain k
aik dafa aik banda masjid main namaz perh raha tha
aur sath hi darwaza tha
darwazay k sath aik rozay dar insan soya huva tha wo ramzan ka month nahin tha uss nay waisay hi roza rakha huva tha
tu ab shaitan darwazay k bahir khra tha
wo chahta tha k wo namaz pernay walay muslim ko disturb karay wo shaitan uss namazi tak sirf iss liyay nahin pohanch raha tha k choun k darwazay main rozay dar soya huva tha aur jub wo saance leta tha tu uss ki saance ki khushboo se shaitan ko takleef hoti thi iss baat se aap rozay ki fazeelat ka andaza lagha sektay hain
halankay rozay dar soya huva hai phir bhi shaitan uss tak nahin
pohanh pa raha

KHUDA aap sub ko rozay rakhnay ki taufeeq ata farmaye AAMIN
www.whitestar7000***********

www.bluestar5001***********