Yaar tumhara thread hi samajh nahi aaya, thread ka naam daala hai "Password" aur wifi ki detail puch rahe ho, khair koi baat nahi
ek bahot aasan tarika hai aap wifi router serch karo aur apne wifi ke nazdik jao, jiska full signal hoga wohi tumhara wifi hai, aur dusra tarika, wifi on/off karte raho, serch me pata chal jayega ki kaunsa wifi band chalu horaha hai to woh tumhara wifi hai
aur rahi baat password jaanne ki to uske liye tum wifi router ki niche uska password hota hai, aur agar password nahi leraha hai to router reset kardo.
Bookmarks