Main Umeed karta houn k sab Khariat sy houn gen.
dosto aaj main aap k lye aik thread start kr raha houn jis men aap kisi bhi android phone ka frimware, flash file, Room, backup ki request kr sakty hain.
main koshish karoun ga k jald az jald aap ko matlooba file mhya kr ssakoun.
umeed karta houn aap ko meri choti c kawish pasand aye gi.
shukrya waslam.
Bookmarks