payneer ke card nahin ban raha koi to madad karo
umeed karta hoon sab khariyat se hoongey yar koi meri mada karo maine payneer account bana hai ab mere pas jo shanakhti card hai woh mere gaon main bana hai lekin ab main lahore main hoon maine card banane ke thread dekhe the wahan likha tha nic bhi likhna hai shanakhti card wala name bhi aur birth date bhi aur adress bhi agar sam na huwa to card nahin bane ga ab mera adress to gaon ka hai lekin main lahore main hoon app batain main card kaise banao please help me poore sal hone wala hai payneer ke chakkar main
(Woh Hashi Maki ,Woh Hashmi MAkki Madani-ul-Arabi Hai)
Bookmarks