Dear mera ek friend hai mai us se Ptcl Evo 9.3 lena chahta hon but mai rawalpindi hota hon or wo peshawar ka hai kia koi expert bata sakta hai k location changes ki waja se ye rawalpindi mai work karege please koi bata de mai wait karonga .......yani clear peshawar mai to work karti hai lakin agar mai isai rawalpindi le k jaon wahan work karegee k nhi ye bata de ..................