Ass salam-o-alikum to all
How are you member hope fine. main yeah janana chahta hoon k agar koi banda meri (Yahoo) messenger list main nahi ha to kya main yeah deakh sakta hoon k wo online ha k nahi. or wo konsay chat room main ha. is k baray main koi link yeah software ho to share kar dain.