hamain case study banani hai small business management ki kay is mayn koi problem agai hai ussay kaisay tackle karna hai manager nay ??
Koi bhi problem ka scenario batadain mujhay.
thanks
hamain case study banani hai small business management ki kay is mayn koi problem agai hai ussay kaisay tackle karna hai manager nay ??
Koi bhi problem ka scenario batadain mujhay.
thanks
bhai aap ki baat samajh say oper hai please sahi tarha explain krein
mayn yai keh raha hoon kay aik aise situation create karayn ( kahin bhe compnay , bank kahin bhe ) kay jahan aik problem ho gai koi bhee jaisay aaj kal banks kaa crisis ho raha hay , woh craete karni hay , phir as a manager aap i sproblem ko kaisat tackle / solve kartay ho.
Bookmarks