Dosto kisan package ki availability hai ya ni cnic enter kar k online kaisy check krty hain isi tarah jo shyd mazoor afrad k liye relief package h us ki bhi online entry kr rahy hain main ny to boht search kiya koi site ya solution ni mila lekan aisa ho raha h koi btaiy ga ye kaisy hota .