Assalam-o-Alakium, bhaiyon aaj mai aik new thread shuru kar raha hun , jo regular update karonga, is thread mai, mai apko PC games kay direct download link provide karonga, jis say ap heavy games IDM kay zaraye download kar saktay hen, jaisa kay sab ko pta hai kay idm torrent say zaida tez download karta hai , aur dosri baat kay, ye download link resumable hongay.Is thread mai comment kar kay mujy apni raye say zaroor agha karein. Shukaria