Agar ankhen teri zinda hain
to in main khuwab bhi zinda rakh
Mayoosi lejati hai kufar ki janib
har dum umeed-e-fatah rakh
Ragon main jab khoon rawan hain ab tak
To koshishain apni rawan rakh
Na umeedi le jati hai nakami ki janib
Umangain apni jawan Rakh
Bookmarks