Results 1 to 6 of 6

Thread: asalamu aley kum

  1. #1
    farhan_hyt's Avatar
    farhan_hyt is offline Senior Member+
    Last Online
    31st March 2016 @ 04:45 PM
    Join Date
    21 Jul 2008
    Age
    39
    Posts
    160
    Threads
    49
    Credits
    978
    Thanked
    0

    Default asalamu aley kum

    may chand sawalo key jawab jana chata hooo jis may mujhey aap logo ki madad ki zaroorat hai 1st yeh hai key ddr 1 aur ddr 2 may kiya farak hai aur ddr ka abrivation kiya hai 2nd yeh hai key dul core aur core 2 due may kiya farak hai 3rd yeh hai key pci salod aur isa salod may kiya farak hai yeh sab cheezey may is waja say pouch rahaa hoo key yeh mujhe say inter view may pouchi gayi thi jis ka jawab may nhai dey paya

  2. #2
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    DDR RAM memory module ki aik type hai is ka pura naam DDR SDRAM hota hai jis ka matlab Double Data Rate Synchronous Dynamic Random Access Memory hai.

    DDR-I, DDR-II, aur ab DDR-III yeh teeno DDR Ram ki types hain, teeno main size aur data rtansfer speed/frequecncy ka faraq hai. DDR ya DDR-I ya DDR-1 pehlay aai thi aur us kay baad is main development hui aur DDR-2 aai aur ab DDR-3 bhi available ahai.

    Dual Core process ka structure hai aur Core 2 Duo Process ki type hai. Processors mian Pentium Dual Core, Celeron Dual Core, Cenrtino Dual Core bhi hosakat hai. aur Core 2 Duo Process main Dual Core aur Quad Core bhi shamil hain.

    ISA Slot, AGP Slot, PCI Slot, PCI Express slots yeh computer kay mother board extension slots ki tarah hoti hain jahan par hum add-on boards ya cards laga saktay hain maslan VGA Grphics card, Sound Card, Lan Card, Modem Card etc.

    aap hamaray forum kay in sections ko baqaidgi say parha karain

    Computer Hardware Course
    http://www.itdunya.com/forumdisplay.php?f=43

    IT Course
    http://www.itdunya.com/forumdisplay.php?f=39

    Computer Articles
    http://www.itdunya.com/forumdisplay.php?f=7

  3. #3
    jimmyisec's Avatar
    jimmyisec is offline Senior Member+
    Last Online
    30th April 2021 @ 01:16 PM
    Join Date
    21 Jul 2008
    Age
    40
    Posts
    425
    Threads
    77
    Credits
    1,221
    Thanked
    0

    Default buhat he umdaaaa

    buhat achi maloomat sheeda bhai.

  4. #4
    zishi_a's Avatar
    zishi_a is offline Senior Member+
    Last Online
    8th November 2016 @ 04:29 PM
    Join Date
    25 Jun 2008
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    675
    Threads
    13
    Credits
    32
    Thanked
    17

    Default

    1. DDR (Double Data Rate) 1 Older RAM hai aur is mein 184 pins hoti hain aur is ki Frequency 133-400MHz tak hoti hai jabke DDR-2 mein 240 pins hoti aur is ki Frequency 400-1066MHz tak hoti hai..DDR-2 DDR1 se latest technology hai.. DDR-2, DDR-1 ke Muqable Zyada Faster hoti hai....

    2. Dual Core aur Core2Duo mein Main Farq to koi naheen hai aur donon mein 2-cores hoti hai... lakin Yeh Processer E2160 tak Dual core kehlaya jis ki L2 cache memory 2MB aur FSB 800MHz tak hoti hai...aur is se Aage ke Code E4400 se lar Sabhi Core2Duo kehlai.....

    3. PCI Slote White colour ki hoti hai aur yeh hai is mein agar koi card lagate hain to yeh Automatically Us card ka Address Maloom karleti hai jabke ISA slote Older hai aur yeh Black colour ki hoti hai....

  5. #5
    farhan_hyt's Avatar
    farhan_hyt is offline Senior Member+
    Last Online
    31st March 2016 @ 04:45 PM
    Join Date
    21 Jul 2008
    Age
    39
    Posts
    160
    Threads
    49
    Credits
    978
    Thanked
    0

    Default

    thanks

  6. #6
    farhan_hyt's Avatar
    farhan_hyt is offline Senior Member+
    Last Online
    31st March 2016 @ 04:45 PM
    Join Date
    21 Jul 2008
    Age
    39
    Posts
    160
    Threads
    49
    Credits
    978
    Thanked
    0

    Default

    thank u very much yaar aaj may wesey bohat upset huwa huwa ho aur may yeh cheezey jana chata tha aap sab dosto ka bohat sukriya

Similar Threads

  1. asalamu aley kum
    By farhan_hyt in forum Ask an Expert
    Replies: 6
    Last Post: 6th February 2009, 05:53 PM
  2. asalamu aley kum
    By farhan_hyt in forum Ask an Expert
    Replies: 1
    Last Post: 17th December 2008, 07:30 PM
  3. asalamu aley kum
    By farhan_hyt in forum Ask an Expert
    Replies: 5
    Last Post: 19th November 2008, 12:05 AM
  4. asalamu aley kum
    By farhan_hyt in forum General Discussion
    Replies: 0
    Last Post: 3rd November 2008, 02:58 AM
  5. asalamu aley kum
    By farhan_hyt in forum Ask an Expert
    Replies: 4
    Last Post: 1st November 2008, 04:15 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •