dosto jis tarah nokia 6120c ka speaker buffar wala he yani music ki awaz moti nikalti he kia e52 k speaker bhe bufar wala he ya simple plz bta do main e52 lena chahta hun
dosto jis tarah nokia 6120c ka speaker buffar wala he yani music ki awaz moti nikalti he kia e52 k speaker bhe bufar wala he ya simple plz bta do main e52 lena chahta hun
dono same hen.. nokia touch or java ki awaz ziyada hai
awaz ziad ka nahe puch raha main buffar k bare main puch raha hun main
Bhai symbian ka zamana nahi hai symbain q lena chahte ho android lo na
MUZAMMIL S.J.S.
men ny 6120 use kiya hai buffer nhi simple tha awaZ bhi low
original speaker buffer wala hota hai.. baqi check kr lena
Bookmarks