acha janab sawal kon sa hai
acha janab sawal kon sa hai
Hmmmmmmmmmmmmm Pata Nahi Waisay Docter Bhai Aap K Is Sawl Jawab Ki Waja Sy Mayre Knoledge Main Kafe Isafa Ho Raha Hai
farooq-o-hassan ka ranj hum kcuh kam nahi kartay,,
haan mager sina-o-sir peet kar matam nahi kartay,,,
kafir hain jo munkar hain hayyat-ush-shoda kay,,,
hum zinda logo per matam nahi kartay.....
Answer No. Q=8
sirf aik hi muqam hay woh hay Allah S.W.T. ka ghar (Kaaba) jahan par aap kahin bhi Kaaba ki taraf munh kar k namaz parh saktay hain.
Regards.
Tariq
Q no 8
mery kheyal main kohi bi nahi hai kion k aap jaha bi ho (Kaaba) ki taraf rukh kar k Namaz pary gy ager aap Khana Kaaba main majood ho bi to aap ny phir bi Kaaba ki taraf rukh kar k namaz parni hai
kagi pehly Bate-ul-Mukadas ki taraf rukh kar k namaz party thy phir uss k bad Kaaba ki taraf rukh kar k namaz parny ka hukam hova uss k bad kohi bi esi jaga nahi jaha aap jis taraf bi chaho to rukh kar k namaz par sakty ho seraf kaaba ki taraf rukh kar k namaz par sakty ho
M Shahzad
Khana Kaba ki chat aur khana kaba kay andar(خانہ کعبہ کی چھت اور خانہ کعبہ کے اندر)hum kahin bhi mun kar kay namaz perh saktay han.
Bookmarks