Assalam-o-alaikum...
Bhai mera 12 april ko physical edu ka practical tha jo k me bilkul
Bhol chuka tha aj mujhy yad aya ha...
To ab me uska kia karo mene practical miss
Kar dia...kia me pass ho jao ga???
Plz tell me agar kisi ko pata ho to pls mujhy batye..
Bookmarks