salam dosto mujh ko ye pochna hai k agar main apni hard disk sel kar do yani jo use kar raha ho to main cahata ho k koi is ka data recover na kar sakay main to format kar do ga agar partition bhi tor kar bana do tab bhi data recover ho jata hai lekin mujh ko koi aisa hal batain k koi bhi is ko mujh say purchase karnay k bad is main say data recover na kar skay shukriya..keep reply
Bookmarks