salaam
kaise ho .. yeh kaisa software hai matlab kis kaam aata hai .iski pic maine attach kar dia hai agar kissi ko maloom hai to plz mujhay reply kare ,im waiting ,,ALLAH HAAFIZ
salaam
kaise ho .. yeh kaisa software hai matlab kis kaam aata hai .iski pic maine attach kar dia hai agar kissi ko maloom hai to plz mujhay reply kare ,im waiting ,,ALLAH HAAFIZ
bhai is software say app kai services ka eik ki waqat mien or eik hi software say faida utha saktay hay.....
i mean....app yahoo yan msn ki tarah Instant Messaging and Email use kar saktay hay......twitter yan face book ki tarah app is ka istmall bi kar saktay hay
more info in http://www.digsby.com/features.php
آئی ٹی دنیامیں سیگنیچرز میں اتنے بڑے سائز کی امیج لگانا سختی کے ساتھ منع ہے۔۔۔آئی ٹی دنیا ٹیم
Bookmarks