AOA Dear members plz maray question ka ans zarur dyn
Mujay aik assinment mili hai jo iss tarha hai
Sr. Item Code Names Unit Qty. Rates Total Remaining qty
1 2123 abc pcs 1031 53.6 55261.60 ?
yeh aik pipes k order ki detail hai pipe ki total length 5.8 or hum nay different orders main 478 pcs sale kr diay hain magr wo 3' k sale kiay plz mujy yeh batain k main 478 ko 5'.8" ko 3' main kaisay convert karun or maray pass remaining kitay pipe bachayn gay.
jo main nay hisab ki hai wo iss tarha hai
478*3/5.8 = 247 or 1031 main say 247 minus karyn to baqi 784 kia yeh tru hai?
Bookmarks