MAIn do sal sa gmail id use kar rha hon.lkn kabhi bhi koi spam email ni ai.pchlay mehina sa to spam email na tang kr rkha hai. sara spam folder bhara hota 50-60 email.or koi to bach kr inbox main a ja ti ahi.AGAR unsubcribe kr na ka liye click kron to link open ni hota or agar open ho bhi jain to kuch unsubcribe hotay hain or khuch ni.
phley to ak ghantay phley ka sapm email mojod ho ta hai lkn main jasa hi un ko delete krta hon to foran hi 4-5 new email a jati hain.
ab unko delete kray rho wo or zida ho jati hain.lkn agar main na delete kron to phir spams ki raftar slow hoti hai.
plz help me.using win 10 ,uc browser ,no antivirus tested by antimalware bytes,windows defender,360 total care,ADVANCE SYSTEM CARE,ADWARE CLEANER
maza ki bat ya hai k mere dosri g mail id par bhi wo shro ho gi haijo bhohat kam use karta hon.