salam sir & brothers
i hope u will be fine

brother kuch din pehlay main nay excel kay mutaliq do question kiye they un main say ek to thhek apply hogaya per doosra nahin howa . yani income per tax nikalnay ka yani agar hum kisi income per tax nikalay to kis tarah niklay ga app ka bataya howa answer theek nahin araha sheeda _pastol bhia nay answer bhi diya tha wo incom elikhnay say per% show karrah ahain tax nahin nilklaraha hain. plz ab main nay doobara yeh question kiya hain. appa chek karkay zarror answer dena brother

doosra question mera yeh tha kay hum excel main agar tax calculate karna chaye to kis tarah karien gay. yani agar hymay kisis tarah income per tax nikalna hoto kis tarah nikalay gay . yani agar kisi company main income per tax nikalnay ka ho to . or uss ka formula kuch iss tarahh say ho kay One Lac income (100000) per koi tax nahin hain and iss kay baad 100001 say lay kar 150000 tak 7.5% tax deduct hain and 150000 say 300000 tak 12.5% tax deduct hain and 300000 say 400000 tak 20% tax deduct horaha hin to main yeh chata hoon kay agar main Cell A1 main income 150000 likho to Cell B2 main tax Rs. 3750 aye bcoz iss waja say kay 100000 per to koi tax nahin hian and 50000 per 7.5 % nikla to Rs.3750 aye ga iss tarah main chata hoon. tax rates formates ki tafseel main neechay day deta hoon .e.g

INCOME TAX
100000 Nil
100001 say 150000 tak 7.5%
150000 say 300000 tak 12.5%
300000 say 400000 tak 20%

yeh tax rates main nay diye hain brother yani hum sirf CEll A1 main income likhay or tax calculate hokar khud ajaye Cell B1 main jitna bhi nikla hain .ok

take care brother plz app answer zaroor dena . i wait ur answer ok by


and jo answer day iss ka wo apna e- mail addres bhi post karien brother reply kay sath. plz