Page 6 of 31 FirstFirst ... 345678916 ... LastLast
Results 61 to 72 of 367

Thread: میری پسندیدہ شاعری جو کہ مجھے بہت پسند ھے

  1. #61
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ♥Kis Ko.............Fursat Ke♥
    ♥Mujh Se..........Behas Karey♥
    ♥Our Ye............Sabit Karey♥
    ♥Ke Mera..........Wajood ♥
    ♥Zindagi Ke Liye Zaroori Hai.?♥


  2. #62
    Join Date
    17 Nov 2007
    Location
    Ali Hassan SIALKOT Praim Nager
    Age
    34
    Posts
    4,535
    Threads
    93
    Thanked
    12

    Default

    hmmmmmmmmm nice mind blowing

  3. #63
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Tum Meri Aankh ke Tevar na Bhulaa Paaoge
    An Kahi Baat ko Samajhoge to Yaad Aaongaa

    Humne Khushiyon ki tarah Dukh Bhi Ikhatey Dekhe
    Safaah-e-ziist ko Palatoge to Yaad Aaongaa

    Isii Andaaz main Hotey Thay Mukhaatib Mujh Se
    Khat kisi aur ko Likho gay to Yaad Aaongaa

    Sard Raaton ke Mehakte huai Sannnaaton mein
    Jab kisii Phool ko Choomogay to Yaad Aaongaa

    Ab teray Ashk main Honton se Churaa letaa hoo
    Haath se Khud inhen Ponchhoge to Yaad Aaongaa

    Shaal Pehnaegaa ab kaun December mein Tumhein
    Baarishon main kabhi bheegogay to Yaad Aongaa

    Aaj to Mehfil-e-Yaaraan pe ho Magaroor bohat
    Jab kabhi Toot ke Bikhrogay to Yaad Aaongaa

    Haadsay Aayenge Jeevan mein to tum hoke Nidhaal
    Kisi Deevaar ko Thaamogay to Yaad Aaongaa

    Is main Shaamil hai meri Bakht ki Taareeki bhi
    Tum Siyaah Rang jo Pahnogay to Yaad Aaongaa ..

  4. #64
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••► paray hain shahray safar main sabi kafan lay kar
    koi badan ki koi rooh ki thakan lay kar.

  5. #65
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Woh Dekho Chand Nikla Hai ... Sitaray Jagmagatay Hain

    Hamari Muntazir Ankhein ... Duaein Mangti Ankhein

    Tumhein he Sochti Ankhein ... Tumhein He Dhondati Anekhien

    Tumhein He wapis bulati hain...

    yeh dil jab bhi dharkta hai tumhara naam leta hai

    yeh ansoo jab bhi behtay hain tumharay dukh mein behtay hain

    k barish jab bhi hoti hai tumhein he yaad karti hai

    khushi koi jo aye bhi tumharay bin adhori hai

    Suno Tum Lout Aoo Na .....

  6. #66
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Ghazloon Ke dhanak oorh mairay shoula badan Tuu
    Hai maira sukhan tu.... maira mozooh e sukhan Tuuu...

    Kaliyoon ke tarhaan phoot sar e shaakh e tamana
    Khushboo ke tarhaan phail chaman ta ba chaman Tuuu

    Nazil hoo kabhi zehan pay ayaat ke sourat
    Ayaat mein dhal ja kabhi jabril dehan Tuu

    Aab kiyon na sajaoon mein tujhay deeda o dil mein
    Lagta hai andhairay mein sawairay ke kiran Tuu

    Pehlay na koye ramz e sukhan tee na kinaya
    Aab nuqta e takmeel e hunar, mehwar e fun Tuu

    Yeah kam tu nahi tu maira mayaar e nazar hai
    Aye dost mairay wastay kuch aur na ban Tuuu

    Mumkin hoo tu rehnay dai mujhay zulmat e jaan mein
    Dhoonday ga kahaan chandini ratoon mein kafan Tuuuu..

  7. #67
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default


    ••►Mujhe Aur Kahien Lay Chal Sanwal..
    Mujhay aur kahin le chal sanwal
    jahan raat kabhi b soi na ho
    jahan subah kissi pe roi na ho
    jahan hijer ne wehshat boi na ho
    jahan koi kissi ki khoi na ho
    Mujhay aur kahin le chal sanwal
    jahan nafrat dil mein bus na sake
    jahan koi kissi ko dus na sake
    jahan koi kissi pe huss na sake
    jahan koi b gunjal kass na sake
    Mujhay aur kahin le chal sanwal
    jahan dard kissi ko raas na ho
    jahan koi b uddas na ho
    jahan zulmat ki boo bass na ho
    jahan too b ziada pass na ho ........

  8. #68
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Kahaan Tha Itna Azaab Ashna Maira Chehra
    Jallay Chiraagh tu Bujhnay Laga, Maira Chehra

    Woh Tairay Hijar Kay Din woh Safeer Sadiyon Kay
    Tu Un Dinoon mein Kabhi Daikhta Maira Chehra

    Judaiyoon Kay Safar Mein Rahay Hain Saath Sada
    Tairi Talaash, Zamanay, Hawa, Maira Chehra

    Mairay Siwa Koi Itna udaas Bhi Tu Na Tha
    Khizaan Kay Chand Ko Achaa Laga Maira Chehra

    Kitaab Khool Raha Tha Woh Apnay Maazi Ke
    Warq Warq Pay Bikharta Gaya Maira Chehra

    Sehar Kay Noor Say Dhulti Hoe Tairi Ankhain
    Safar Ke Gard Mein Lipta Howa Maira Chehra

    Hawa Ka Akhri Boosa Tha Ya Qayamat Thi ?
    Badan Ke Shaakh Say Phir Gir Para Maira Chehra

    Jissay Bujha Kay Hawa Soogwar Phirti Hai
    Woh Shama e Shaam e Safar Thi Keh Maira Chehra

    Yeah Loug Kiyon Mujhay Pehchantay Nahi RAZE
    Mein Sochta Hoon Kahaan Reh Gaya Maira Chehra ?

  9. #69
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Cheray Parhta Aankhain Likhta Rehta Hoon
    Main Bhi Kese Bateen Likhta Rehta Hoon


    Saray Jsam Darakhtoon Jesay Lagtay Hain
    Or Bahoon Ko Shakheen Likhta Rehta Hoon


    Tujh Ko Khat Likhnay Kay Taiwar Bhool Gay
    Aari Tirchi Satrain Likhta Rehta Hoon


    Teray Hijar Main Or Mujhay Kia Karna Hai
    Teray Naam Kitabain Likhta Rehta Hoon


    Teri Zulf Kay Sayey Dehaan Main Rehtay Hain
    Main Subho Ke Shamain Likhta Rehta Hoon


    Apnay Pyaar Ke Phool Mehakti Rahoon Main
    Logo Ke Dewarain Likhta Rehta Hoon


    Tujh Say Mil Kar Saray Dukh Dohraoon Ga
    Hijar Ke Sari Bateen Likhta Rehta Hoon


    Sokhay Phool, Kitabain, Zakham Judai Kay
    Teri Sab Sogatain Likhta Rehta Hoon


    Us Ke Bhegi Palkain Hansti Rehti Hain
    RAZE* Jab Tak Gazlain Likhta Rehta Hoon.

  10. #70
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Do char lafz bol k main khamosh ho gaya

    wo muskura k boley bohot boltey ho tum


  11. #71
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►USSAY MAY NAY HE LIKHA THA
    K LEHJAY BARF HO JAYIEN
    TO PHIR PIGHLA NAHI KARTEY

    PARINDAY DAR KAY URR JAYIEN
    TO PHIT LOOTA NAHI KARTEY

    USSAY MAY NAY HE LIKHA THA

    YAKEEN UTH JAYE TO SHAYAD
    KABHI WAPAS NAHI AATA

    HAWAOON KA KOI TOOFAN
    KABHI BARISH NAHI LATA

    USSAY MAY NAY HE LIKHA THA

    KAY SHEESHA TOOT JAEY TO
    KABHI PHIR JURR NAHI PATA

    JO RASTAY SAY BHATAK JAYE
    WOH WAPAS MURR NAHI PATA

    USSAY KEHNA WOH BAY MANEY ADHOORA KHATT

    USSAY MAY NAY HE LIKHA THA

    USSAY KEHNA KAY DEEWANEE
    MUKAMIL KHATT NAHI LIKHTAY !!!!!.

  12. #72
    rizwanarain is offline Senior Member+
    Last Online
    14th July 2017 @ 04:27 PM
    Join Date
    12 Feb 2009
    Location
    Islamabad
    Age
    45
    Gender
    Male
    Posts
    417
    Threads
    7
    Credits
    10
    Thanked
    2

    Default

    ••►Mera aina mera aks bhi'
    meray meherban ki nazer hua....
    meri siskian, meri aarzoo,
    meri justujoo, meri chashm e tar, mera her safer'
    meri soch k sabhi zaviye'
    wo diay jo us nay bujha diay'
    meri hastian, meri bastian'
    meri shairi, meri raagni'
    Meray saath jin ka guzer hua"
    MERAY MAHERBAAN KI NAZER HUA!

Page 6 of 31 FirstFirst ... 345678916 ... LastLast

Similar Threads

  1. Replies: 3
    Last Post: 24th September 2022, 03:31 AM
  2. Replies: 9
    Last Post: 15th March 2012, 11:24 PM
  3. Replies: 13
    Last Post: 21st January 2012, 10:27 AM
  4. Replies: 2
    Last Post: 4th August 2010, 02:56 PM
  5. Replies: 15
    Last Post: 4th February 2010, 07:18 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •