Asalamoalikum
Mujhay abhi Fb pay notification mila jis ka matlab kuch yun tha kay "Aap kay contact Mr. A B C nay Facebook join kiya kay, aap aun ko Friend Request bhej kay Fb pay welcome krain"
Ab mujhay jin sahib ka naam mention howa tha, aun ko main janta tak bnahi, ho sakta hay kay maray kisi contacts main say kisi nay naam change ker kay Fb join ki ho.
Maira sawal ye hay kay humain kaisay pata chalay ga kay jis contact Mr. A B C nay Fb jin ki hay, aus ka number kiya hay ya aus nay kon sa umber use kertay howay Fb join ki hay?
Shukriya
Bookmarks