Assalam o alaikum... Pyary bhaiyon kya hal ha ap sab ka..Asal ma ma ny abhi Bsc ma admission lia ha... Uni of sargodha sy... Lakin BSc ma calculs aur physic kafi muskhil hain... ap ma sy koi bhai bata sakta ha koi aesi website jahan par Online Lectures Videos available hon... Ya YouTube ka koi channel bta dy jisy ma subscribe krlon... Apk jawab ka intizar rahy ga
Bookmarks