GirlsRomeo said:
Assalam-o-Alaikum to all
Jab bhi main computer on krta hun to yeh on ho hata hai.
Lekin kisi jagah pr bhi ruk jata hai.
Mera matlab agar setting kholo hai to setting krne k doraan hi hang ho jata hai aur Jab tak dobara ob na ho age nahin jata.
Is ka koi hal hai to plz batain.
Aam tor par RAM ki hoti he, hosakta he aapne 2 RAMs laga rakhi hon aur unki frequency match na hoti ho, use check kijiye..
doosri cheez yeh malware ka kaam bhi hosakta jo keh windows ki services me khalal daalte hain, aap ye Anti-malware download kijiye aur isse apna pc scan kijiye.... :
https://www.malwarebytes.com/mwb-download/thankyou/
Core2Quad Q8300, 4GB DDR2 800MHz, Radeon HD 6870, Corsair VS550 550W SMPS
Bookmarks