Results 1 to 7 of 7

Thread: Handheld (Thumb Impression) Device

  1. #1
    Join Date
    09 Jan 2006
    Location
    Lahore, Pakistan
    Age
    42
    Posts
    260
    Threads
    5
    Credits
    985
    Thanked: 1

    Default Handheld (Thumb Impression) Device

    A.O.A!

    Kya haal hai aap ka. mein aik masle mein giraftar hoon socha k yahan post kar doon shayad iss ka hal kisi ke pass ho..

    mujh ko apne office ke liye aik Thumb Impression device laini hai jo ke un k attedance system se integrate karwani hai. Masla ye hai ke un ka programmer ye kheta hai ke device aap le kar dain agar software k sath lag gai tu theikh warna nafa mukhsan aap ka. jo device wo khetey hein wo kafi expensive hai jab k mein ne Hafiz centre jaisi market visit ki hai wahan ye device 5500 se le kar 15000 tak hai Companies k name hein "Digital Persona, ZK, Microsoft" kya kisi ko pata hai ke ye device mein kon se purchase karoon jis ka software backend mein data *.mdb format mein save karta ho yani wo encrypted format mein na ho..

    plz us device ki company aur price bhi agar mention kar dain tu meharbani ho gi. Shukriya. ho sake tu mujh ko yahan bata dain ya email kar dain mere id par vampire_q*************

    Shukriya

  2. #2
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    mostly aisi devices apni output txt, csv, excel file main deti hai, kuchh mdb ko bhi support karti hai, aap koi device khareednay say pehlay us kay box ya maual say us ki tech. specification dekh lain, agar box ya manual na ho to net say us device kay maker/model ko search karkay specification dekh lain.

    mera nahi khayal koi bhi aisa programmer ho jo sirf mdb ko handle karnay ka capable ho jabkay most easy and popular formats txt, csv etc ko nahi.

  3. #3
    Join Date
    17 Jan 2009
    Location
    lahore
    Age
    40
    Posts
    141
    Threads
    6
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Salam
    brother sheeda bhai ny bilkul theek kaha,
    infact hr device ko Attendence application main istamal kia ja sakta hai laikin kuch points hai jo ap ko pata hoon to ziada asani ho gi.
    kuch devices aisi hoti hain jin ki apni memory nahi hoti, un se application k through live data fetch kia jata hai, kuch aisi hoti hai jo attached PC per kisi file main data save krti rehti hain, like .txt,.csv ... etc
    kuch aisi b hoti hain jo pc on na b ho to data apnay pass save krti rehti hain, pc on kr k data fetch kr lia jata hai,
    abh baat sari ap k attendance system per hai k wo kiss tarha device ko handle kr raha hia , ya ap us ko kiss had tak customize krwa saktay hain,
    abh subh kuch ap k budget per hai, ager to ap apni application ko update nahi karwa saktay, ya kum paisoon main nahi karwa saktay to jo wo kahtay hain us ki specs achi tarha study kr k unhi specs ki koi apni marzi se lay lain, laikin ager ap changing karwa saktay hain to device khud select krwa kr usay application k sath attach krwa lain.

  4. #4
    Join Date
    09 Jan 2006
    Location
    Lahore, Pakistan
    Age
    42
    Posts
    260
    Threads
    5
    Credits
    985
    Thanked: 1

    Default

    Thanks Sheeda & Imran aap ne jo information de hai wo buhat achi hai aur iss mein se mein khuch janta bhi hoon jaise device builtin memory bhi rakhti hein but yahan masla sirf purchase karne ka hi nahi hai masla ye hai ke kon sa format data save karne ka behtar hai jis se meri database mein development charges kam se kam lagein mean budget itna nahi hai... aap samajh gai hon ge.. waise mein ne web par found kya hai aur matket bhi visit ki hai magar kisi bhi device k sath manual nahi hai aur net par bhi avail nahi hai un devices ka jo Pakistan Lahore ki market mein available hein purchase k liye...

    Aap ka Buhat shukriya....

  5. #5
    Join Date
    17 Jan 2009
    Location
    lahore
    Age
    40
    Posts
    141
    Threads
    6
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    @vampiretarget
    bhai to behter hai k jo wo device bool rahay hain wo purchase kr lain, ya wo model btain shayed hum ap ko koi or tip day sakain.

  6. #6
    gangster123's Avatar
    gangster123 is offline Senior Member+
    Last Online
    30th January 2023 @ 12:10 PM
    Join Date
    13 Apr 2009
    Age
    40
    Posts
    273
    Threads
    10
    Credits
    1,284
    Thanked
    8

    Default

    http://www.nedogroup.com/products.php?id=12
    insha ALLAH apka masla hal ho jayega
    ap ye link check karain...pakistan main islamabad, karachi or lahore main available hain
    shukria

  7. #7
    Join Date
    07 Jan 2011
    Location
    Bruxelles
    Gender
    Male
    Posts
    19,938
    Threads
    1080
    Credits
    172,407
    Thanked
    3333

    Default

    old thread

    ایک طرف لمبی لمبی امیدیں
    دوسری طرف کل نفس ذائقۃ الموت

Similar Threads

  1. Q,A Series [Notebook,Portable & Handheld Computers]
    By Last Fighter in forum Computer Articles
    Replies: 9
    Last Post: 29th February 2016, 12:01 PM
  2. black berry handheld issue :S
    By shariq in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 9
    Last Post: 4th June 2012, 11:55 AM
  3. *** ITD First Impression ***
    By *Xpert~Baba* in forum Baat cheet
    Replies: 12
    Last Post: 1st October 2011, 01:54 PM
  4. Replies: 26
    Last Post: 28th January 2011, 08:38 PM
  5. The 8 a Handheld Communication Device
    By meharge in forum General Knowledge
    Replies: 1
    Last Post: 11th July 2009, 11:04 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •