main app sab brothers saa help chahta hoon kaa mera cable net wala naa meri internet speed 20kb per second saa kam kar kaa 5kb per sec kar dee hai or jab main naa uss saa speed barahna koo kaha toh uss naa manah kar diya kiyoun kaa mera internet kaa istmaal bohat zaida hai iss waja saa uss naa aisa kiya hai plzz app mujha automaticaly cable net kee speed fast karna kaa mathod batayn thanx in advance
Bookmarks