Salaam
main yeh maloon karna chatha hoon kah Mobiles main Wrtie New message main jab new message type kar raha hota haan , to jab line half yeah start main complete ho jay to next line main kasa jata haan?
i mean aik to method hay kah 0(space bar in mobile keypad) ko baar baar press karna say next line main jaya jata hay..
so koi method hay kah foran next line main jaya jay.jasa computer main Enter press karna say next line main a jata haan, phir baar baar enter press karna say next say next line main..
so any body know????

thnkz