Results 1 to 6 of 6

Thread: Roza Rakhne wale ki Ahmiyat

  1. #1
    urdutotke is offline Junior Member
    Last Online
    10th June 2017 @ 11:40 PM
    Join Date
    16 Apr 2017
    Age
    29
    Gender
    Female
    Posts
    10
    Threads
    4
    Credits
    140
    Thanked: 1

    Default Roza Rakhne wale ki Ahmiyat

    Roza Dar ke liye tohfa | Importance of fasting person:
    Jannat mai ek darwaza hai jise “Riyan” kaha jata hai. Is darwaza se qayamat ke din roza rakhne wale hi dakhil honge in ke ilawa koi aur dakhil nahi hoga kaha jaega ke roza rakhne wale kahan hain? Phir wo is darwaze se dakhil honge aur jab roza rakhne walon mai akhri dakhil hojaega to wo darwaza band hojaega aur phir koi us darwaze se dakhil nahi hoga.
    Ramadan ki fazeelat ko koi nahi jhutla sakta hai kiun ke ye ek aisa mahina hai jis mai Allah musalmanon par rehmat ki barish barsata hai.

  2. #2
    urdutotke is offline Junior Member
    Last Online
    10th June 2017 @ 11:40 PM
    Join Date
    16 Apr 2017
    Age
    29
    Gender
    Female
    Posts
    10
    Threads
    4
    Credits
    140
    Thanked: 1

    Default

    Roza Daron ke Liye Jannat Ka Darwaza Khol Dia Jata Hai:
    Hazrat Sehel Bin Saad R.A Aanhazrat Peace Be Upon Him ka irshad naqal farmate hain kay “jannat ke 8 darwaze hain in mai ek darwaze ka naam “Riyaan” hai jis mai se sirf roza dar dakhil honge.”
    Ramzan mai Allah apne bando par Rehmat ki barish karta hai.
    Ramadan ki ehmiyat ko koi bhi musalman jhutla nahi sakta kiun ke Allah ka mahina hai.

  3. #3
    urdutotke is offline Junior Member
    Last Online
    10th June 2017 @ 11:40 PM
    Join Date
    16 Apr 2017
    Age
    29
    Gender
    Female
    Posts
    10
    Threads
    4
    Credits
    140
    Thanked: 1

    Default

    Importance of Ramadan in Urdu and Hindi:
    Hazrat Abu Hurairah R.A se marwi hai ke aanhazrat Peace Be Upon Him ne irshad farmaya: “Jab Ramzan ka mahina dakhil hota hai to aasman ke darwaze (ek aur riwayat mai hai jannat ke darwaze aur ek aur riwayat mai hai kay rehmat ke darwaze) khol diye jate hain aur shaitano ko zanjeeren pehnadi jati hain”.
    (Muslim aur Bukhari ki Hadees)

  4. #4
    yasirashraf1 is offline Advance Member
    Last Online
    29th June 2023 @ 07:57 PM
    Join Date
    16 Oct 2012
    Location
    islamabad
    Gender
    Male
    Posts
    1,570
    Threads
    41
    Thanked
    45

    Default

    beshak jazakallah

  5. #5
    usama.bashir's Avatar
    usama.bashir is offline Senior Member+
    Last Online
    14th June 2017 @ 05:02 PM
    Join Date
    07 Dec 2015
    Location
    Karachi
    Age
    26
    Gender
    Male
    Posts
    70
    Threads
    5
    Credits
    457
    Thanked: 1

    Default

    Jazzak allah

  6. #6
    malak zulqarnain is offline Senior Member+
    Last Online
    29th January 2020 @ 03:12 PM
    Join Date
    18 Aug 2016
    Age
    28
    Gender
    Male
    Posts
    115
    Threads
    2
    Credits
    695
    Thanked: 1

    Default

    سبحان الله

Similar Threads

  1. Allah Ki Raza Ke Liye Roza Rakhne Ki Fazilat
    By Akhtarbozdar in forum Ramadan Kareem رمضان كريم
    Replies: 10
    Last Post: 6th June 2016, 11:13 PM
  2. <<<===Allah Ki Raza Ke Liye Roza Rakhne Ki Fazilat===>>>
    By Kamran 789 in forum Ramadan Kareem رمضان كريم
    Replies: 22
    Last Post: 6th July 2015, 04:08 PM
  3. <<<===Ramzan Ka Aik Roza Rakhne Ki Fazilat===>>>
    By Kamran 789 in forum Ramadan Kareem رمضان كريم
    Replies: 25
    Last Post: 27th June 2015, 12:43 PM
  4. imran series se lagao rakhne wale dosto k liee ik khas tohfa
    By city_heart2000 in forum General Discussion
    Replies: 11
    Last Post: 27th September 2013, 07:02 PM
  5. Roze May Najaiz Or Roza Torrne Wale Amur
    By rafi_0300 in forum Ramadan Kareem رمضان كريم
    Replies: 5
    Last Post: 16th September 2008, 11:49 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •