Results 1 to 7 of 7

Thread: Mashwara dejiye.

  1. #1
    Mulla is offline Junior Member
    Last Online
    11th August 2008 @ 11:27 PM
    Join Date
    03 Oct 2006
    Posts
    18
    Threads
    4
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Talking Mashwara dejiye.

    Sallam Alykum..

    Sawal do hain:

    1) Mujhe kuch deeni kutub ko scan kar ke awam ke faiday ke liye un ko online upload karna hai. Is silsilay mein koi Allah ka naik banda mujhe batlaye keh kon sa scanner or software sahi rahey ga. Mera budgest 200 se 300 dollars tak hai.
    Mehrbani ho gi.

    2) Doosra sawal yeh hai keh, Mujhe kuch Ulema or Molvion ki taqareer ko Engish mein translate karna hai, taqreery, yani un ki awaz background mein halki halki ati rahay or translator ki awaz oonchi ho jesay TV par tarjuma kiya jata hai , is ke liye kon sa hardware or software munasib ho ga. Is ke liye budget 500 dollars tak ka hai.
    Merhbani ho gi ..


    Mulla!
    [FONT="Arial Black"][SIZE="4"]
    [COLOR="SeaGreen"]
    Hasbi Rabi Jall Allah
    Ma Fi Qalbi Ghair Ullah!
    Noor e Muhammad Sal Allah!
    La Illa ha Illa Allah!
    [/COLOR]
    [/SIZE][/FONT]

    [COLOR="Red"][SIZE="4"][FONT="Franklin Gothic Medium"]
    Terrorism is the WAR of the Poor
    War is the TERRORISM of the Rich!
    [/FONT]
    [/SIZE]
    [/COLOR]

  2. #2
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    1) 200 say 300 dollar tak budget bohot kafi hai. app HP Scanject 8200c ya Genius ya Mustek ka scanner with ADF (automatic Document Feeder kay saath khareed saktay hain. ADF say yeh faida hoga kay aap book kay pages alag alag karkay aik hi dafa main scanner main dal saktay hain aur woh aik hi dafa main automatic dono sides say scan ho jain gay. aur direct .pdf format main save karlain. is say file ka size bhi kum hoga aur quality bhi achhi rahe gi jo kay online upload kay liay mozu hai.

    2) agar aap kay paas computer hay to us main laga huwa sound card bhi kam karega, is kay liay aap Audio Tape, CD ya kisi bhi audio player ki output apnay sound card ki input jack main laga day aur phir software kay zariay record karlain, record karnay kay baad is par english translation dub kar dain.
    Audio editing aur mixing kaly Sonic Audacity software bohot hi munasib rahe ga, is software kay liay is site say maloomat lain http://www.sonicspot.com/audacity/audacity.html

    is kay elawa Ulead Video Studio aur Pinnacle Studio bhi istemal karsaktay hain lekin yeh thoray heavy aur thoray mushkil software hain.

  3. #3
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    HP scanners kay baray main maloomat www.hp.com say mil jain gi, aur genius kay liay http://www.geniuseshop.com

  4. #4
    Mulla is offline Junior Member
    Last Online
    11th August 2008 @ 11:27 PM
    Join Date
    03 Oct 2006
    Posts
    18
    Threads
    4
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    JazakAllah!

    Allah aap ki salahiyaton ko mazeed tajali ata farmain, nihayat asan kar diya aap ne humara kaam.

    Mulla!

  5. #5
    Join Date
    08 Jun 2006
    Location
    AlKaMoNyA
    Posts
    20,923
    Threads
    1112
    Credits
    846
    Thanked
    12

    Default

    Quote Mulla said:
    JazakAllah!

    Allah aap ki salahiyaton ko mazeed tajali ata farmain, nihayat asan kar diya aap ne humara kaam.

    Mulla!
    Amin brother... yahan sab ke baat suni jate hey..... aap be apna elam share kar saktey hein hamarey sath.... hum sab ek ghar ke members ke tarah hein.... humeen khush hey ke aap ka masla hal ho giya.... take care

  6. #6
    Sheeda_Pastol's Avatar
    Sheeda_Pastol is offline Senior Member+
    Last Online
    28th November 2010 @ 11:46 AM
    Join Date
    21 Dec 2005
    Location
    IRIS ga mo im nika ?
    Posts
    16,800
    Threads
    125
    Credits
    990
    Thanked
    344

    Default

    Mulla bhai aap ki duaaon aur pasand karnay ka bohot bohot shukria

    editorshahid bhai aap ka bhi bohot shukria. aap nay sahi kaha hum yahan aik family ki ratah hain

  7. #7
    luckyumer is offline Senior Member+
    Last Online
    13th August 2011 @ 03:11 PM
    Join Date
    03 Jul 2006
    Posts
    38
    Threads
    4
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Waisay scanner koi bhi ho jaye chalay ga...
    Because web per images ko upload karney key liye un ki quality zayada high nahi honi chahiye...
    is liye koi sa bhi scanner use kar saktey hein...

    Audio Editing key liye Sound Forge use karein
    Email Address+Cell number not allowed....ITD Team

Similar Threads

  1. mashwara do
    By shakil22 in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 10
    Last Post: 5th October 2014, 09:59 AM
  2. Mashwara ?
    By ishaqkalmati in forum Mobile phones problems and Help Zone
    Replies: 0
    Last Post: 11th March 2012, 12:52 PM
  3. Mashwara.......?
    By SAEED MHD in forum Ask an Expert
    Replies: 7
    Last Post: 22nd October 2011, 10:01 AM
  4. Aik Mashwara
    By yahookillers in forum Ask an Expert
    Replies: 1
    Last Post: 20th April 2011, 08:51 PM
  5. Bahadiri ((((( Himmat )))))--Apni Rai Dejiye
    By Refan in forum Baat cheet
    Replies: 6
    Last Post: 13th August 2009, 07:09 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •