arslanbhatti said:
darasal ik software hai jo meray ik dost nay banaya hai us software main us nay ik Option add ki hai Hibernate ki us say aap hr dafa ik hi Hibernate file say Boot kr saqtay hain main nay us say pucha k is ka kya tarika hai lakin us nay nahi bataya or jub main nay software manga to us nay wo b nahi diya. wo drta hai k agar software day diya to tarika pata chal jay ga. us nay muj say kha k agar tarika pata kr saqtay ho to kr lo. main nay socha k kya mushkil hai main ITDunya pr question kroon ga laki yahaan say kuch or hi response mil raha hai Dosto agar wo ye kaam kr saqta hai to kya ITDunya k liye ye kaam mushkil hai???
Bookmarks