Dear Experts plz help me.

Mai jab computer ON karta hon to yeh normal start ho jata hai lakin jab windows xp ka boot menu nazar ata ha to yeh hang ho jata hai . mai nay windows ko reinstall karna chah lakin restart honay k bad pir wahi masla a jata hai. or abb to windows be install nahi ho sakti.