Assalamu Alikum janab,
mujhy aik bat ye pochnee thee k agar ham dail up ptcl connection use kar rahe hon to koi tareeqa kaar hai k ham uski speed achi kar sakee, i mean koi triks yan koi software yan is tarha ka kuch bhi, agar ye mumkin hai to plz tammam tareeqe batayega, apka buhat buhat shukriya, Allah ap sabko asaniyan ataa karee to usko taqseem karne ka sharaf ataa karee Ameen!
Bookmarks