Chalo batein karein itni
falak ki god main simty sitaren thag k soo jain
zameen par bikhry manzar sab gerin
sab ke sab heraan ho jain
utaarti absharen shor krna hi bhool jain
hawa herat se tham jaye
Chalo batein karein itni....
bina matlab bina maqsaad
chalo na bolty jain
k ek lamha zara ruk k thamy
k sochna doshwar ho jaye
Or esy main achanak hi
tumhari zuban se mohabat ka Iqrar ho jaye
Bookmarks