Meri 5 ft wali dish Dish sedha napny se size 48 inch Gehrai 9.5 inch hay To dish se lnb tak ka fasla kitna ho ga? Waisay Is dish ka fasla moujoda jo hay dish se lnb wali frame jis ma lnb lagti hay ka fasla 17 inch hay. Best fasla kia hona chahiy????
Forum Rules
Bookmarks