salam dosto main cahata ho k windows starting say pahalay hi computer on kartay hi password mangay pc ta k meray elawa koi aur pc on na kar sakky windows xp k apnay account ki koi khas security nahi hai is liye jaisay hi pc on karo password mangay pc.aur koi aisa tareqa battain jis say main ek tym set kar do os tym k poray honay par pc auto shutdown ho jay shukriya ap k reply ka intezar rahay ga tc....
Bookmarks