naqashtalib said:
phir do baaein hain
aik
ya tu aap ki hard mein bad sector aa gay hain in ko remove karnay k liye hardisk sentinental ka sofware use karein bohat easy hai simple install karein aur run kar ye software aap ko khud he bata day ga . ye bhee ho sakta hai hai aap ki hard drive kharab ho gai hai
dosra
ye ho skata hai virus aap ki usb aur card mein hai aap new windows install karein new partition banayein jab windows ho jaye to sab say phelay driver install karnay say phelay antivirus install karein avast ka free ya avg free antivirus is k baad driver install karein hard drive ko scan karein ab card aur usb lagein aap ka masla hal ho jaye ga
Bookmarks