Page 2 of 9 FirstFirst 12345 ... LastLast
Results 13 to 24 of 100

Thread: Many layrics of Naat(Shan's collection)

  1. #13
    Sami Yusuf's Avatar
    Sami Yusuf is offline Senior Member+
    Last Online
    27th October 2009 @ 12:15 AM
    Join Date
    28 Jan 2009
    Location
    Qatar
    Posts
    170
    Threads
    10
    Credits
    950
    Thanked: 1

    Default

    Nice work Shan Aslam
    Keep it up!

  2. #14
    Real_Light is offline Member
    Last Online
    22nd February 2016 @ 03:49 AM
    Join Date
    15 Oct 2006
    Location
    Hong Kong
    Posts
    9,415
    Threads
    501
    Thanked
    0

    Default

    sUBHAN ALLAH....

    kEEP gOING G..

    mSHA ALLAH

  3. #15
    Join Date
    21 Sep 2008
    Posts
    991
    Threads
    122
    Thanked
    0

    Default

    AJAB RANG PER HAI BAHARE MADINA

    Ajab rang per hai BAhare MAdina
    Keh sab Jannatein hein Nisare Madina

    Mubarik ho Andleboon tumhein gul
    Hamein gul se behtar hai Khare Madian

    Mere khaq Ya Rab na barbaad jae
    Pas marge garde Ghubaare Madina

    Jidhar daikhe baghe Janaat khola hai
    Nazar mein hein Naqsho Nigare MAdina


    Do Aalam mein bat'ta hai Sadqa Yahan ka
    Hamein ik nahi raiza Kheare MAdina

    Bana Aasman manzil Ibne Mariyam
    Gay La Maqaa Tajdaare Madina

  4. #16
    Join Date
    21 Sep 2008
    Posts
    991
    Threads
    122
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    MUSTAFA KAY DEEWANE HEIN HAM

    Mustafa kay Dewaane hein ham
    We love Ya Mustafa(Aalihim Salaam)


    Aakhare Qatra Lahoo ka bhe baha dein gay ham
    Un ke Namoo per Duniyaa ko hilaa dein gay ham

    Mustafa kay Dewaane hein ham
    We love Ya Mustafa(Aalihim Salaam)


    Ahmadul Mustafa
    Hamidul Mustafa
    Mahmoodul Mustafa
    Qasimul Mustafa
    Mustafa,Mustafa

    Mustafa kay Dewaane hein ham
    We love Ya Mustafa(Aalihim Salaam)


    Unke Ta'azeemo Muhabat hi dharam hai Apna
    Azmate Shafe jano ko lota dein gay ham

    Mustafa kay Dewaane hein ham
    We love Ya Mustafa(Aalihim Salaam)


    Aaqibul Mustafa
    Fatihul Mustafa
    Shahedul Mustafa
    Hashirul Mustafa
    Mustafa Mustafa

    Mustafa kay Dewaane hein ham
    We love Ya Mustafa(Aalihim Salaam)


    Shame Taiba kay hein parwane hamein mat chayroo
    Khud to jal jaen gay tum ko bhe jala dein gay ham

    Mustafa kay Dewaane hein ham
    We love Ya Mustafa(Aalihim Salaam)


    Rasheedul Mustafa
    Mash'hoodul Mustafa
    Bashirul Mustafa
    Nazirul Mustafa
    Mustafa Mustafa

    Mustafa kay Dewaane hein ham
    We love Ya Mustafa(Aalihim Salaam)


    Muslimoo jaag oothoo Phir tumhein larkara hai
    Kah do to faar say phir hash otha dein gay ham

    Mustafa kay Dewaane hein ham
    We love Ya Mustafa(Aalihim Salaam)


    Daael Mustafa
    Shakhil Mustafa
    Hadil Mustafa
    Mahdil Mustafa
    Mustafa Mustafa

    Mustafa kay Dewaane hein ham
    We love Ya Mustafa(Aalihim Salaam)


    Joshe Imaani slamat hai Oojagar apna
    Khaq mein kufr kay armaan mila dein gay ha

    Mustafa kay Dewaane hein ham
    We love Ya Mustafa (Aalaihim Salaam)


    Mahil Mustafa
    Muljil Mustafa
    Nahil Mustafa
    Rasoolul Mustafa
    Mustafa Mustafa

  5. #17
    ~*SEEP*~'s Avatar
    ~*SEEP*~ is offline Senior Member+
    Last Online
    7th March 2016 @ 07:32 PM
    Join Date
    13 Nov 2006
    Location
    Khawaboon Main ...
    Posts
    13,136
    Threads
    745
    Credits
    -20
    Thanked
    410

    Default

    Assalam-o-Allykom Wrt Wbrkt
    Jazak Allah
    Carry On

  6. #18
    Join Date
    21 Sep 2008
    Posts
    991
    Threads
    122
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    BULALO PHIR MUJHE AY SHAHE BAHRO BAR MADINE MEIN

    Bulalo phir mujhe Ay Shahe Bahro Bar Madine mein
    Mein phir rota howa aaon Teray Dar per Madine mein

    Mein pohonchon kowe jana mein garebaa chaak seena chaak
    Gira day kaash mujh ko shook tarpa kar Madine mein


    Madine jaane walo jao,jao FiAamanillah
    Kabhi to apna bhe lag jae ga bister Madine mein

    Salaame shook kahna Hajeo! mera bhe roo roo kar
    Tumhein aae nazar jab Roza-e-Anwar Madine mein


    Piyaame shook laite jao mera qafilay walo
    Sunana daastane gham meri roo kar Madine mein

    Mera gham bhe to dekho mein para hoon dour Taiba se
    Sakoon pae ga bas mera dile muzter Madine mein

    Na ho mayoos deewano Pukare jao tum Un ko
    Bulaein gay tumhein bhe aik din Sarwar Madine mein

    Bulalo ham ghareeboon ko Bulalo Ya Rasool Allah
    Pae Shabeero Shaber Fatima HAider Madine mein

    Khudaya wasita daita hoon Tujh ko Ghouse Aazam ka
    Dikha de Sabz Gumbad ka haseen manzer Madine mein

    Wasila Tujh ko Abu Bakro Umer,Usmano Haider ka
    Ilahi! Tu Aata kar day hamein bhe ghar Madine mein


    Madine Jab mein pohonchon kaash!Aaisa kaif taari hoo
    K rote rote ghir jaon mein ghas kha kar Madine mein

    Niqabe Rokh olat jae Tera Jalwa Nazer aae
    Jab Aae kaash Tera saail-e-bay per Madine mein

    Jo Taire deed ho jae to meri Eid ho jae
    Gham Apna day "Eidy" mein bolwa kar Madine mein

    Madine jonh hi pohoncha ashk jaari ho gae maire
    Dame rohsaat bhe tarap kar hichkiyaan bhar Madine mein


    Jodai ki ghari Aasik pe baihad Shaak hoti hai
    Wo rota hai tarap kar hichkiyaan bhar kar Madine mein

    Kahi bhe sooz hai duniya kay gulzaaroon mein baghoon mein
    Faza puraif hai loo daikh lo aa kar Madine mein


    Wahan ik saans mil jae yahi hai zeestka haasil
    Wo qismat ka dahne hai jo gia dam bhar Madine mein

    Madina Jannatul Firdoos se bhe hai fazoon tar keh
    Rasool-e-Pak ka hai Rozae Anwar Madine mein


    Chalo chokhat pe Un ki rakh kay sar qurban ho jaen
    Hiyaate jawidaani paen ge mar kar Madine mein

    Madina mera seena hoo Mera seena Madina hoo
    Madina dil k ander ho dile muzder Madine mein


    Pae Tableeg-e-Sunnat tu jahan rakhe magar Ay kaash
    Mein khaaboon mein pohonchta hi raho aksar Madine mein

    Na dolat day na sarwat day mujhe bas ye sa'adat day
    Teray Qadmoon mein mar jaon mein roo roo kar Madine mein


    Aata kar do Aata kar do Baqeye Pak mein madfan
    Lahad ban jae maire Ya Shahe Koser Madine mein

    Madina is leye ATTAR jano dil se hai piyaara
    Keh rahte hein maire Aaqa maire dil per Madine mein

  7. #19
    Join Date
    21 Sep 2008
    Posts
    991
    Threads
    122
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    DAR-E-MUSTAFA SAY PA'ARE HATNE WALO

    Dar-e-Mustafa say pa're hatnay walo hova na guzaar phir kia karo gay.
    Koi bhe agar na howa Do Jahan mein waseela tumhara to phir kia karo gay.

    Nabi Je ki Ta'azeem say rokte ho Salaato Tasleem say rokte ho
    Ye Harkat tumhare Rasool-e-Khuda ko hoe na guwara to phir kia karo gay


    Nabi Je ki misal kahnay walo Khudara zara apne halaat to dekho
    Qiyamat kay Din Rahmate Mustafa ka hova na Ishaara to phir kia karo gay


    "Minallahi Noor" hai Quraan mein aya magar is ka inkaar tum kar rahe hoo
    Qiyaamat kay din munkiroon mein agar naam aya tumhara to phir kya karo gay

    Mohabaat Nabi ki Mohabat,Khuda ki Ata'at Nabi ki Ata'at Khuda ki
    Nahi mante hoo to na maano,laiken jo howa jb khisaara to phir kya karo gae.

    Parhe ge Qiyaamat mein jab nafse nafse,Sadaa dain gay Wo "umati umati" ki
    To us dam Shafey-eOmam nay tmhain jo diyaa na Sahara to phir kya karo gae


    Meray mulk-o-milaat kay nojawaano,Musalman bano,Najam(poet) ki baat maano
    Qiyaamat kay din tum say raa'ze howa na Mehmoob Piyaaara,to phir kya karoo gay.

  8. #20
    Join Date
    21 Sep 2008
    Posts
    991
    Threads
    122
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    MOULA YA SALLE WA SALIM DAEMEN

    Moulaya Salle wa Salem Daeman Aabadan Aala Habeebe ka Khairel Khalkekul Leeheme

    Aamina k Dilbaro Dildaar per laqhoon Salaam
    Aambiyaa kay Sarwaroo Sardar per laqhoon Salaam

    Moulaya Salle wa Salem Daeman Aabadan Aala Habeebe ka Khairel Kalkekul Leeheme

    Dono Aalam kay khazane Kar deye Haq ne Aata
    Do jahan k Malikoo Mukhtaar per laqoon Salaam

    Moulaya Salle wa Salem Daeman Aabadan Aala Habeebe ka Khairel Kalkekul Leeheme

    Qabr mein lahraen gay jis waqt Jalwe Noor kay
    Ham parhein gae Rohe Pur Anwaar per Lakhoon Salaam

    Moulaya Salle wa Salem Daeman Aabadan Aala Habeebe ka Khairel Kalkekul Leeheme

    Masjide Nabwe ke Mehraab or Mimber per Darood
    Sabz Ghombd or her Minaar per Lakhoo Salaam

    Moulaya Salle wa Salem Daeman Aabadan Aala Habeebe ka Khairel Kalkekul Leeheme

    Rehmatein Lakhoon Abu Bakro,Umer,Usman per
    Meray Moula Haider-e-Ali per Lakoon Salaam

    Moulaya Salle wa Salim Daemen Aabadan Aala Habeebe ka Khairel Kalkekul Leeheme

    Meray Pyaare Peer-o-Murshid Syede Ghousul Wara
    Auliyaaullah kay Sardar per Lakhoon Salaam

    Moulaya Salle wa Salem Daeman Aabadan Aala Habeebe ka Khairel Khalkekul Leeheme

    Jo gia Ajmeer mein Dil ki muradein paa giya
    Meray Khuwaaja kay Sakhee Darbar per Lakhoon Salaam

    Moulaya Salle wa Salem Daeman Aabadan Aala Habeebe ka Khairel Khalkekul Leeheme

    Saeyde Ahmad Raza ne khob lika hai Kalaam
    Unke sare Naateya Asha'ar per Lakhoon Salaaam

    Moulaya Salle wa Salem Daeman Aabadan Aala Habeebe ka Khairel Khalkekul Leeheme

    Meethay Murshid ne Baqi-e-Pak mein Paya Mazaar
    Sare baijho Murshide ATTAR per lakhoon Salaam

    Moulaya Salle wa Salim Daeman Aabadan Aala Habeebe ka Khairel Khalkekul Leeheme

  9. #21
    Join Date
    21 Sep 2008
    Posts
    991
    Threads
    122
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    AI SABZE GHUMBADH WALE MANZOOR DUA KARNA


    Ai Sabze Ghumbadh wale manzoor Dua karna
    Jab waqt nazah aye deedar atha karna


    Ai Noor-e-Khuda aakar ankho me samaa jana
    Ya Dar pe bula laina ya Khaab me Aajana

    Ai Pardah nashi dil ke parde me raha karna
    Jab waqte naza aye deedar atha karna


    Mehboob Ilaahi sa koi na hasee dekha
    Ye Shaan he in ki k saaya bhi nahi dekha


    Allah ne saayeh ko chaha na Judah karna
    Jab waqt nazah aye deedar atha karna


    Me qabr-e- andheri me ghabraon ga jab thanha
    Imdaad meri karne ajaana zarah esharah

    Roshan meri Turbath ko Lillah zara karna
    Jab waqt naza aye deedar atha karna

    Chereh se diya paaye in chand sithaaro ne
    Us dar se Shifa paaye dukh dard ke maaro ne


    Atha he inni Saabir har dukh ki dawa karna
    Jab waqt nazah aye deedar atha karna


    Ai Sabz Ghumbad wale manzoor Dua karna
    Jab waqt nazah aye deedar atha karna

  10. #22
    Join Date
    21 Sep 2008
    Posts
    991
    Threads
    122
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default


    Mujhay bhi Madinay bula mere MOULA

    Mujhay bhi Madinay bula mere Moula
    Karam ki Tajalli dikha mere Moula


    Bohot beqarari kay Aalam main hoon main
    Meri beqarari mitta mere Moula


    Suna hay Madina karam hi karam hay
    Tu rakhta jahan main sabhi ka bharam hay


    Tujhe wasta tere piyaray Nabi ka
    Meri ab to bigri bana mere Moula


    Ye dono jahan Tere zer-e-aser hain
    Jo Tujh ko na maanain bare bekhaber hain


    Nahin jantay jo Tere Ghazab ko
    Unhein ghaflatoon say jaga mere Moula


    Jisay Tune chaha mein us pay Fida hoon
    Main Tere Muhammad kay der ka gada hoon


    Tujhe wasta kerbala ki zameen ka
    Mujhe her bala say bacha mere Moula


    Shafa'at ka wada keya Tune jis say
    Gunnah gaaar umeed rekhtay hain Tujh say

    Shafa'at karain tujh say ummat ki Aaqa
    Tu karna sabhi ka Bhala mere Moula


    Muhammad ko Tune jo Quran deya hay
    Karoroon diloon main mukamal chupa hay


    Ay..Quran kay Khaliq guzarish hay Tujh say
    Mere Dil main Quran basa mere Moula


    Mujhay bhi Madine bula mere Moula
    Karam ki Tajalli dikha mere Moula

  11. #23
    Join Date
    21 Sep 2008
    Posts
    991
    Threads
    122
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    PESH-E-HAQ MUZHDA SHAFA’AT KA SUNATE JAEIN GAE


    Pesh-e-Haq Muzhda Shafa’at ka sunatein ja’aen gae
    Aap rote jaen ge ham ko hasate jaen gae


    Dil nikal jane ki ja hai a’aah kin ankhoon se wo
    Ham se piyasoon ke leye darya bahate jaen gae

    Kushtugan-e-garmeye mehshar ko wo jaan-e-maseeh
    Aaj Daamen ki hawa day kar jalate jaein gae

    Gul khiley ga Aajye Un ki Naseem-e-Faiz se
    Khoon rote a’aen gae ham muskarate jaen gae

    Hanh chalo hasarat zado suntain hain wo din Aaj hai
    Thi khabar jis ki ke wo Jalwa dikhate jaen gae

    Aaj Eid-e-Aashiqan hai gar Khuda chahe ke wo
    Abrowe pewasta ka a’alam dikhate jaen gae

    Kuch khabar hai faqiro aaj wo din hai ke wo
    Na’amat-e-Khuld aapne sadke mein lotate jaen ge

    Khaqoftado bas Un ke Aane hi ke dair hai
    Khud wo Sajde mein gir kar tum ko utate jaen gae

    Wasa’atein di hein Khuda ne Daamene Mehboob ko
    Jurm khilte jaen gae aur wo chupate gaen gae

    Lo wo a’ae muskarate ham aseroon ki taraf
    Khirman-e-Esiyaan pr aab bijile girate jaen gae

    A’ank kholo ghumzado dekho wo giryaan a’ae hein
    Lohe dil se Naqsh-e-ghum ko ab mitate jaen gae


    Sokhta janoo pe wo pur joush Rehmat aae hein
    A’ab-e-Kouser se lagi dil ki bhojate jaen ge

    A’aftab un ka hi chamke ga jab o’oroon ke charagh
    Sir Sir joushebala se jhil milate jaen gae


    Paey ko banh pul se guzrein gae Tere awaz per
    Rabe Sal’lim ki sada per wazad late jaen gae

    Sarware dheen lijiye Apne natawanoo ki khaber
    Nafso shitaan shida kab taq dabate jaen gae


    Hasher tak dalein gae ham Pedaeshe Moula ki *****
    Misle faras najd ke qil’ey girate jaen gae

    Khaq ho jaen a’ado jal kar maghar ham to Raza
    Dam mein jab tak dam hai zikr un ka sunate jaein ge


    Pesh-e-Haq Muzhda Shafa’at ka sunatein ja’aen gae
    Aap rote jaen gae ham ko hasate jaen gae

  12. #24
    Join Date
    21 Sep 2008
    Posts
    991
    Threads
    122
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    BARVEEN KA CHAND AAYA

    Barvee ka chand aaya
    Barvee ka chand aaya
    Jhumo


    Jhande Lagao
    Ghar ko Sajao
    Karke Charagha
    Khushian Manao
    Jhumo

    Barvee ka chand aaya
    Barvee ka chand aaya
    Jhumo


    Bacha Bacha Muskuraya
    Bacha bacha Muskuraya
    Barvee ka Chand aaya
    Khushiyon ka tufan laya
    Khushiyon ka tufan laya
    Barvee ka chand aaya

    Barvee ka chand aaya
    Barvee ka chand aaya

    Jhande Lagao
    Ghar ko Sajao
    Karke Charagha
    Khushian Manao
    Jhumo

    Barvee ka chand aaya
    Barvee ka chand aaya


    Shadmani ke tarane goonjte hai daher mein
    Shadmani ke tarane goonjte hai daher mein
    Wajd mein har shaks aaya
    Barvee ka chand aaya


    Barvee ka chand aaya
    Barvee ka chand aaya


    Jhande Lagao
    Ghar ko Sajao
    Karke Charagha
    Khushiaan Manao
    Jhumo


    Barvee ka chand aaya
    Barvee ka chand aaya


    Aamad e Mustafa
    Marhaba Marhaba
    Aamad e Mujtaba
    Marhaba Marhaba
    Aamad e Mustafa
    Marhaba Marhaba
    Aamad e Mujtaba
    Marhaba Marhaba


    Barvee ka chand aaya
    Barvee ka chand aaya

    Jhande Lagao
    Ghar ko Sajao
    Karke Charagha
    Khushian Manao
    Jhumo

    Barvee ka chand aaya
    Barvee ka chand aaya


    Roushne hai raushnee hai chandni hi chandni
    Zarra Zarra jagmagaya
    Barvee ka chand aaya
    Zarra zarra jagmagaya
    Barvee ka chand aaya


    Barvee ka chand aaya
    Barvee ka chand aaya


    Jhande Lagao
    Ghar ko Sajao
    Karke Charagha
    Khushian Manao
    Jhumo

    Hogaye hain band sare zulmaton ke bab aaj
    Daher mein wo noor aaya

    Barvee ka chand aaya
    Barvee ka chand aaya


    Jhande Lagao
    Ghar ko Sajao
    Karke Charagha
    Khushian Manao
    Jhumo


    Barvee ka chand aaya
    Barvee ka chand aaya


    Saaz e jaan pe baj raha hai ek naghma bar bar
    Saaz e jaan pe baj raha hai ek naghma bar bar

    Amina ka lal aaya
    Amina ka lal aaya
    Barvee ka chand aaya
    Amina ka lal aaya
    Barvee ka chand aaya

    Barvee ka chand aaya
    Barvee ka chand aaya
    Jhande Lagao
    Ghar ko Sajao
    Karke Charagha
    Khushian Manao
    Jhumo

    Barvee ka chand aaya
    Barvee ka chand aaya

Page 2 of 9 FirstFirst 12345 ... LastLast

Similar Threads

  1. Gift of Ramadan - Naat Sharif Mp3 Collection
    By ayeshaali in forum English IT Zone
    Replies: 7
    Last Post: 28th June 2015, 08:48 PM
  2. Video Naat Collection
    By arifraza in forum Ramadan Kareem رمضان كريم
    Replies: 26
    Last Post: 4th January 2012, 06:48 PM
  3. *Songs Layrics Finder ***(Super software)*
    By sspian786 in forum Software Reviews
    Replies: 20
    Last Post: 15th November 2011, 07:00 PM
  4. *~Great Site of Naat Collection*~
    By *~Zaka~* in forum General Discussion
    Replies: 13
    Last Post: 12th September 2009, 02:06 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •